Sunday, August 22, 2010

The man with the scar

The man with the scar |
Went to a bar |
Said to the bartender to give him a car |
Bartender ne chutku ko kar diya bahaar |
Halaki uska chota hai aakaar |
Aur ghar pe usko lagti hai fatkaar |
Par bike chalane ke tareeke usko pata hai prakaar |
Aur life mein uska ambition is to be bekaar |
Khana khake aati hai use jor ki dakaar |
The man with the scar |
Who wants to be a star |